tadap tadap ke is dil se #kk #shorts #bollywoodsongs
Sep 9, 2026
Bejaan dil ko
bejaan dil ko
bejaan dil ko
Tere ishq ne zinda kiya.
phir tere ishq ne hi
is dil ko tabah kiyaStream Bollywood Hits
Tadap tadap ke is dil se aah nikalti rahi.
mujko saza di pyar ki, aisa kya gunah kiya
to lut gaye, haan lut gaye
to lut gaye hum teri mohabbat mei.n — (3)
Ajab hai ishq yara.
Pal do pal ki khushiya.
gham ke khazaane mei. n lutey hai
Phirk militi hai tanhaiyaa.k
Kabhi ansoo, kabhi aahei.
kabhi shikway, kabhi naalei.
Tera chehra nazar aaye.
Tera chehra nazar aaye.
Mujhe din ke ujalo mei.#
Teri Yaadein Tadpaye Learn Guitar Tabs
Teri Yaadein Tadpaye
raato ke andhero mei.n
Tera chehra nazar aaye.
Machal machal ke is dil se aah nikalti rahi.
mujhko saza di pyar ki, aisa kya gunah kiya
to lut gaye, haan lut gaye
to lut gaye hum teri mohabbat mei.n
agar miley khuda to
poochoonga khudaya
Jism mujhe de ke mitti ka
Sheshay sa dil kyoo banaya.
Aur us pe diya fitrat.
ke woh karta hai mohabbat
Wah re wah teri kudrat.
Wah re wah teri kudrat.
us pe de diya kismat
Kabhi hai milan, kabhi furqat. Discover Bollywood Movies.
Kabhi hai milan, kabhi furqat.
Hai, yahi kya woh mohabbat hai?
Wah re wah teri kudrat.
Sisak sisak ki is dil se aah nikalti rahi.
Mujhko saza di pyar ki, aisa kya gunah kiya?
to lut gaye, haan lut gaye
to lut gaye hum teri mohabbat mei.n
Tadap tadap ke is dil se aah nikalti rahi.
Mujhko saza di pyar ki, aisa kya gunah kiya?
to lut gaye, haan lut gaye
to lut gaye hum teri mohabbat mei.n
#kk #shorts #ghazal #tadaptadapke #dilse #emotionalmusic #soulfulmelody #heartfeltlyrics #musiclovers #indianmusic
Show More Show Less 
