TRP क्या है ? | What is TRP in Hindi | kisi channel ki TRP kaise pata karte hai | TRP Rating.

0 views Oct 23, 2020
publisher-humix

2hindi.com

TRP क्या है ? | What is TRP in Hindi | kisi channel ki TRP kaise pata karte hai | TRP Rating. TRP ka full form hota hai Television Rating Point or Tv RATING point. kisi tv channel ki trp se yah pata chalta hai vah channel kitna popular hai ya fir us channel ko kaun kitna der tak dekhta hai . yah depen karta hai tv ke kalakar aur tv ke show ke upar . agar top ka kalakar ho aur program bhi accha ho to us channel ki rating sabse jyada hogi . agar tv channel ki trp jyada hai to vigyapan data aur investor ke liye accha hai. trp jyada hai to sabhi vigyapan usi channel pr aate hai aur investor aankh band krke paisa lagate hai. ab hme ye janna hai ki kisi channel ki trp kaise pata karte hai . kisi channel ki trp janne ke lie pulse mitre lagay jata hai aur us pulse mitar aapke set top box se connected hota hai aur vah pulse miter specific frequency report trp monitoring team ko bhejta rahjta hai is tarah se kisi bhi channel ki trp ka pata us team dwara chal jata hai . Friends if you like this video plz like, share, comment and subscribe for more video...thanx

#Entertainment Industry
#TV & Video
#TV Shows & Programs