"Nabi ﷺ Ro Parray… Bilalؓ Ki Wajah Se | Heart Touching Waqia"
Dec 17, 2025
Aaj aap sunain ge Hazrat Bilal (RA) ka wo dardnaak aur iman afroz waqia
jis ne Rasool Allah ﷺ ko rula diya.
Hazrat Bilal (RA) par hone wale zulm,
garmi, pathar aur Allah ki wahdaniyat ka nara “Ahad Ahad”,
aur wo lamha jab Nabi Pak ﷺ
Hazrat Abu Bakr Siddiq (RA) ke paas aansuon ke sath aaye.
Us waqt Rasool Allah ﷺ ke paas itnay paisay nahi thay
ke Hazrat Bilal (RA) ko khud azad karwa sakain,
phir kaise Siddiq-e-Akbar (RA) ne
apna maal laga kar Bilal (RA) ko azad karwaya?
Yeh bayan sirf aik waqia nahi,
yeh sabr, ishq-e-Rasool ﷺ
aur sachay iman ki zinda misaal hai.
Is video ko aakhir tak zaroor dekhiye,
aur apne doston ke sath share kijiye
taake yeh paighaam zyada se zyada logon tak pohanch sake.
Show More Show Less #Jobs & Education

