Video thumbnail for Allah Ki Hikmat: Gunahgar Ko Zyada,Imandar Ko Kum?Quran Aur Hadees Se Saboot @Islamicinformation-sp

Allah Ki Hikmat: Gunahgar Ko Zyada,Imandar Ko Kum?Quran Aur Hadees Se Saboot @Islamicinformation-sp

Nov 26, 2025
Islamic scholar Logo

Islamic scholar

ALLAH TALLAH gonahgar ko zada r imandar ko kum q detaa hay. Haqiat janeay Duniya ki asal haqiqat kya hai? Kyun kabhi haram kamane walon ki zindagi chamakti dikhti hai aur halal rizq kamane wala musalmaan zyada aazmaishon mein hota hai? Aaj ki video ek bohat hi imaan afroz waqia par mabni hai jo hamein yeh batata hai ke asal kamyabi maal-dolat nahi, Allah ki raza hai. Is video mein aap jaanenge: Allah nafarmanon ko dunya kyun deta hai? Halal rizq wala musalmaan mushkilaat kyun jhelta hai? Duniya ki haqiqat Quran o Hadith ki roshni mein Aakhira ka asal mayaar kya hai? Ek dil ko hila dene wala waqia jo soch badal deta hai Allah hum sab ko apni raza ke raste par qayam rakhe. Aameen.
#Jobs & Education